Posts
Featured post
Examphobia
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgNItOEzX09xIJ3Bg3kYMWDzTPdAbHMW8zfbWxZ2JQ1u9oFAb4XshCkD_NwaRuh7nMXhFPXqnocsB-GEACQ0C8FcJGeU2FlKsQSXoMPoQxBfK4T7cNFlxmskoa5PCoDB4fIYdNOso3tftg/s1600/download.png)
Aap apna sukh chain aur saara aish o aaram bhulane vale hain I know aap sabke exams aane vale hain. Unproductive logo ko bhula diya Masti aur mazaak vale armano ko sula diya. Aane vale hain exams…aapka kya irada hai..? Kya aapke dreams ki keemat aapki neend se zayada hai…? Alarm ki aavaz se irritation zarur hogi.. Lekin vahi alarm ki teekhi aavaz ek din taliyon ki gadgadahat me badal kab jayegi…aapko pata v nahi chalega. Mehnat itni karo ke aapke table ki lamp light ek din stage ki spot light me badal jaye… Aur Dark circles… Aapki aakho ke neeche ka area bhale hi dark ho gaya ho… lekin aapka aane vala future zarur bright hoga… Jo insaan…jo insaan hardwork karta hai vo kabhi fail nahi hota. Agar aap yaad karne ke liye padhte ho to aap bhool jaoge Agar aap kuch naya seekhne ke liye padhte ho to aapko vo yaad rahega.. Sleeves ko fold karo, Apne sapno ko hold karo… Aalas ko hide karo Mobile ko side rakkho aur padhna shuru kar do… Jaa...
Koshish karme walo ki kabhi haar nahi hoti
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEg5W0Bgjym1LiOAX6C9FNzF0uRljxkannDJCMhjzPOXZCkeC7DmCLDTbuqdKQYneKCWjDXcerqFPm34t3G7Ep_fDZ_ylci_WP2p4_I9iX5cTqz1VzuR0vaT3R_admfjw38Qd_nWtACo6nY/s320/images.jpeg)
Hindi लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती कोशिश करने वालों की हार नहीं होती नन्हीं चींटी जब दाना लेकर चलती है चढ़ती दीवारों पर, सौ बार फिसलती है मन का विश्वास रगों में साहस भरता है चढ़कर गिरना, गिरकर चढ़ना न अखरता है आख़िर उसकी मेहनत बेकार नहीं होती कोशिश करने वालों की हार नहीं होती डुबकियां सिंधु में गोताखोर लगाता है जा जा कर खाली हाथ लौटकर आता है मिलते नहीं सहज ही मोती गहरे पानी में बढ़ता दुगना उत्साह इसी हैरानी में मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती कोशिश करने वालों की हार नहीं होती असफलता एक चुनौती है, स्वीकार करो क्या कमी रह गई, देखो और सुधार करो जब तक न सफल हो, नींद चैन को त्यागो तुम संघर्ष का मैदान छोड़ मत भागो तुम कुछ किये बिना ही जय जय कार नहीं होती कोशिश करने वालों की हार नहीं होती
Some Unknown Facts (India)
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgHeYInR49vKbpgnXT2INjNnU7_QN-QvVxFxvtVfqJr04ocTVebCaIy9oI4GKFa9kjyanpBqSaAZ21A0GK-zXm5povK-KZr7kmG0Lb7czjPcGzXNuX4kZmY5NDcG8UtDcbHQhgc4TBiXtQ/s320/proud-to-be-an-indian-happy-republic-day.jpg)
1. Sanskrit is considered as the mother of all higher languages. It is the most precise and therefore suitable language for computer software. (A report in Forbes magazine, July 1987). 2. India is the Largest democracy in the world, the 7th largest country in the world and one of the most ancient and living civilizations (at least 10, 000 years old). 3. India has the second largest pool of Scientists and Engineers in the World. 4. India is the only country other than the USA and Japan, to have built a super computer indigenously. 5. India is the largest producer of milk, cashew nuts, coconuts, tea, ginger, turmeric and black pepper, in the world. It also has the world’s largest cattle population (281 million). It is the second largest producer of wheat, rice, sugar, groundnut and inland fish. 6 . The largest employer in the world is the Indian railway system, employing over a million people. ...
One Sided Love
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEigAv0EE2r3LkYNGMGRUD6RiP92UbHDuxtPvjNxWZ4mR7m9G8zkir2ctGk64u-eOKbllDRSLTYW67Z9iSTCXJDzYVGS24iKSWxEpYiqcDeuRX1hEDKut9YyMmUlwXIqA8elWTyyKtyik68/s320/images+%25283%2529.jpeg)
"Jab Pyaar mein Pyaar nah ho, Jab dard mein yaar nah ho Jab aasoun mein muskaan na ho, Jab Laafzo mein zubaan nah ho Jab saasein bas yunhi chale, Jab har din mein raat dhale Jab intezaar sirf waqt ka ho, Jab yaad uss kambat ka ho Kyun hun mein rahi jab kisi aur ki manzil, Dhadkano ne saath chhod diya Ae Dil Hai Mushkil, Ae Dil Hai Mushkil"
Story of every powerful women
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjt_fyEwWwHjRq6pYprzxiSR_ieJMP0oLm9K6SRFIOznXF9i94pwz5p1BH11NFIGXkiBYayLVDbrhH0TNKy9Apr9jv4HiZpmcKfABJeA2Xz7y-R70Agcl-qd_bV8V3kjPTbvMqhNkubx2w/s320/images+%25282%2529.jpeg)
Mai Successful hona chahti hoon kyuki , Kyunki…Apne andar ke passion ko bahar nikaalna hai Aur Shaadi ke baad sirf ghar nahi sambhalna hai. Mai Successful hona chahti hoon kyuki , Sirf Baccho ke diapers nahi badalne Apni soach se duniya me bhi badlaav laana hai Mai Successful hona chahti hoom kyuki , Kyunki ye ek soach hai, jo mere dil ko chuyi hai Agar Google ke CEO Sundar pitchai hain to PepsiCo ki Indira nooyi hai Mai Successful hona chahti hoon kyu ki , Ab din bhar bina kuch productive kaam kiye bina nahi raha jata, Sirf khana banana aur ghar ki saaf safai ko ghar chalana nahi kaha jata. Mai Successful hona chahti hoon kyuki , Kyunki mai risk lene se nahi darti hoon Aur mai har roz, mai apne passion ko follow karti hoon Mai Successful hona chahti hoon kyuki , Kyunki is paagalpan aur junoon ko maine apni naso me bhar diya hai Kuch alag karna hai mujhe, Maine system ko challange kar diya hai Mai Successful hona chahti hoon kyuki , B...
Top 20 Motivational Quotes
- Get link
- X
- Other Apps
1. Saamne ho manzil toh raaste naa modna Jo bhi mann me ho woh sapne na todna, Kadam kadam par milegi mushkil tujhe Bas sitaare chunne ke liye kabhi zameen naa chhodna. 2. Koi saath de na de, tu chalna seekh le Har aag se hoja waaqif, tu jalna seekh le Koi rok nahi paayega badhne se tujhe manzil ki taraf, Har mushkil ka saamna tu karna seekh le. 3. Nazar ko badlo toh nazaare badal jaate hain Soch ko badlo toh sitaare badal jaate hain, Kashtiyan badalne ki koi zaroorat nahi Disha ko badlo kinaare khud ba khud badal jaate hain. 4. Jiyo itna ke zindagi kam pad jaaye Haso itna ke rona mushkil ho jaaye, Kisi chiz ko paana toh qismat ki baat hai Magar koshish itni kardo ke ishwar bhi dene par majboor ho jaaye. 5. Kyun dare ke zindagi mein kya hoga Har waqt kyun soche ke bura hi hoga, Badhta reh tu bas manzil ki aur Kuch naa bhi mila toh kya ? Tazurba toh naya hoga. 6. Zindagi jeena asaan nahi hota Bina sangharsh ke koi ma...
Why I am not successful ?
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgsf8olpVATdoGd_X1KXKCrNkLc-jziSRW4EAo8vYMZ36mI8EjuDS_is2Hf34wx1EMXIbfEdnTZ5U3k9XAF4S73kpVbLVCsrbzdOGYlSrtRPsHmdicR2xAcX6zsmGgLGU7vedLkCwOYUk4/s1600/download.jpeg)
मैं कामयाब क्यों नही हूँ ? Why I am not successful ? Aksar yahi khyaal mere mann mein rehta hai… Virat Kohli ka International debut 20 saal ki age par hua tha, Lata Mangeshkar ji ne apna pehla gaana 13 saal ki umr mein gaaya tha, Ritesh Agarwal started OYO Rooms at the age of 17, Bill Gates started Mirosoft at the age of 18, Alia Bhatt got her first movie at the age of 19 And many more examples like these sometimes makes us feel inferior and continously hits our mind that why I am not successful, Mai kaamyaaab kyu nahi hun. Main mehnat kar raha hun. Din raat kaam kar raha hun. Apne har vision ko reality banane mein laga hua hun. khud se honest bhi hun. Dar dar ki thokrein bhi khaa li. Aur kayee baar bhookhe pet bhi so liya. Par phir bhi aaj mere paas woh sab kuch nahi hai jo maine socha tha . Agar kuch aise hi khyaal aapke mann me bhi hai , toh bhai iss baat ko na hashtag lagakar apni zindagi mein daal lo.. that everyone has a differe...