Posts
Showing posts from September 7, 2018
Featured post
Top 20 Motivational Quotes
- Get link
- X
- Other Apps
1. Saamne ho manzil toh raaste naa modna Jo bhi mann me ho woh sapne na todna, Kadam kadam par milegi mushkil tujhe Bas sitaare chunne ke liye kabhi zameen naa chhodna. 2. Koi saath de na de, tu chalna seekh le Har aag se hoja waaqif, tu jalna seekh le Koi rok nahi paayega badhne se tujhe manzil ki taraf, Har mushkil ka saamna tu karna seekh le. 3. Nazar ko badlo toh nazaare badal jaate hain Soch ko badlo toh sitaare badal jaate hain, Kashtiyan badalne ki koi zaroorat nahi Disha ko badlo kinaare khud ba khud badal jaate hain. 4. Jiyo itna ke zindagi kam pad jaaye Haso itna ke rona mushkil ho jaaye, Kisi chiz ko paana toh qismat ki baat hai Magar koshish itni kardo ke ishwar bhi dene par majboor ho jaaye. 5. Kyun dare ke zindagi mein kya hoga Har waqt kyun soche ke bura hi hoga, Badhta reh tu bas manzil ki aur Kuch naa bhi mila toh kya ? Tazurba toh naya hoga. 6. Zindagi jeena asaan nahi hota Bina sangharsh ke koi ma...
Why I am not successful ?
- Get link
- X
- Other Apps
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgsf8olpVATdoGd_X1KXKCrNkLc-jziSRW4EAo8vYMZ36mI8EjuDS_is2Hf34wx1EMXIbfEdnTZ5U3k9XAF4S73kpVbLVCsrbzdOGYlSrtRPsHmdicR2xAcX6zsmGgLGU7vedLkCwOYUk4/s1600/download.jpeg)
मैं कामयाब क्यों नही हूँ ? Why I am not successful ? Aksar yahi khyaal mere mann mein rehta hai… Virat Kohli ka International debut 20 saal ki age par hua tha, Lata Mangeshkar ji ne apna pehla gaana 13 saal ki umr mein gaaya tha, Ritesh Agarwal started OYO Rooms at the age of 17, Bill Gates started Mirosoft at the age of 18, Alia Bhatt got her first movie at the age of 19 And many more examples like these sometimes makes us feel inferior and continously hits our mind that why I am not successful, Mai kaamyaaab kyu nahi hun. Main mehnat kar raha hun. Din raat kaam kar raha hun. Apne har vision ko reality banane mein laga hua hun. khud se honest bhi hun. Dar dar ki thokrein bhi khaa li. Aur kayee baar bhookhe pet bhi so liya. Par phir bhi aaj mere paas woh sab kuch nahi hai jo maine socha tha . Agar kuch aise hi khyaal aapke mann me bhi hai , toh bhai iss baat ko na hashtag lagakar apni zindagi mein daal lo.. that everyone has a differe...