Posts

Showing posts from 2018

Featured post

Woh Sachha wala Pyar

If you can’t save the relationship, at least save your pride         maana tujhe bhulna hoga thoda mushkil, pata nahi ab kaise jee paaunga tere bin. maana thoda dard hoga, lekin chala jaaunga. thoda waqt lagega, lekin bhool jaunga. shayad koi majboori hi rahi hogi teri warna aise kaun jaata hai yaar, bina koi kaaran chhodkar apna pyar. thode time ke liye toh laga aisa ke mere sath hi kyun hua aisa, aas paas log toh hote the, par uss bheed mein bhi akelapan sa mehsus hua jaisa. thoda waqt laga bhoolne mein, woh teri meri baat, woh meethi takraar, woh sachha wala pyar, woh tera mere liye special khaana banana,tu rooth jaaye toh ghanto tujhe manaana. tere liye woh der tak raaton ko jaagna, Subah uthkar tera Good Morning dekhna. tere kaano ki baaliyan tere hontho ki muskaan, thoda waqt laga, khud ko samjhaane mein that we broke up, ab main career par focused hua & now I’m gonna stand up. thoda waqt laga, lekin main sanwar ...

Relationship Motivation Poem

Image
Apne sapno ke poore hone ka intzaar karta hai Han vo ek ladki se bahot pyaar karta hai Man karta hai de de usko khushiyan poore zamane ki Kamiyab banne ke liye zarurat hoti hai sirf ek bahane ki Society me naam Lammbi si chamchamati car Amsterdam me honeymoon aur world toor ka intzaar Har ek second vo hustler intzaar karta hai Han ek ladki se vo bahot pyaar karta hai Dena chahta hai use duniya ke sare sukh Mitana chahta hai uski zindagi ke sare dukh Pehnegi ek din vo branded kapde Balo ki smoothning in hair saloon Steve madden ke branded hi neck leather shoes sare sapne poore honge very soon… Ghoomenge sath me ek din to ban jayegi news Inki shadi ke honge charche, YouTube pe daba ke aayenge views Hogi jab shadi to celebrities ki lag jayegi line in true love everyday is special, every day is like valentine bheed laga ke jama honge building ke neeche mediavale har koi hoga khush, impress ho jayenge sasuraalvale to utha ja Hustler tu ka...

Motivational Poem

Image
Journey to the Success is an Inspirational Poem . Guys you should definitely read it. Is bahut badi duniya ka hu main chota sa khiladi Bheed se nikal kar naya karne ki koshish ab bhi hai jaari… Kya pata kal bahut der ho jaaye isliye aaj hi mehnat kar raha hu… Kyunki kal jo main karne waala hu shayad koi aur karke credit le jaaye.. Zindagi se hu tang kyunki jindagi ho gai hai jhand… Par ab bhi samajh nahi aa raha hai kaise ladni hai jang.. Koshish to bahut kar raha hu aage badne ki Par himmat nahi ho rahi hai kuch naya karne ki Ye jaanta hu ki successful hua to bada naam kamaunga Par dar is baat ka hai ki agar fail hua to Badnaam ho jaunga Ye jaanta hu kisi ke bhi kuch kehne se kuch nahi hoga sach Par log kya kahenge is baat ka hai mujhko dar Ab soch raha hu ki is dar ko bhula ke aage badh lu Aur kuch acha kar ke itihaas rach doo Kyunki ye bhi log hai jo aaj mujhse kahenge galat Par kal mere aage jhukayenge ye apna sar Ab shuru kar dia h maine apna khel...

Motivational Story 1

This  Motivational Story is about a person who wants to be successful, but is not doing anything about it, except for just giving excuses. Ek aadmi ko janana tha ki successful kaise bane tho vo ek successful aadmi k paas gaya or us se pucha , sir mujhe bataye ki mai kaise successful ban sakta hu. Us aadmi ne kaha chalo , vo usey ek nadi ke pass le gaya or usko paani mai dhakel diya uss aadmi ko tairna nahi aata tha lekin us nai apni puri takat laga ke us pani se bahar nikal aaya or doosre aadmi se kaha mai to aapse suggestion lene aaya tha lekin aap to meri jaan hi le lete . Tab usne kaha jab tum paani ke andar the tab pani se bahar nikalne ke alawa tumhe koi kaam nahi tha, tumne koi bahana nahi banaya, bas tumhare liye sab se important kaam tha ki tum pani se bahar niklo. Jis din tum is baat ko samajh jaoge ki bahane banane se kaam nhi chalega , Kaam karne ki value ko samjho. Apne goal ke liye nahi apne purpose ke liye kaam karo woh purpose jo har insaan ke paas hota hai l...

Important facts about indian rivers

Image
The river system of India can be classified into four groups – 1. Himalayan rivers  2. Deccan (Peninsular) rivers  3. Coastal rivers and  4. Rivers of inland water drainage. What are some interesting facts and photos about Indian rivers? The river system of India can be classified into four groups – 1. Himalayan rivers  2. Deccan (Peninsular) rivers  3. Coastal rivers and  4. Rivers of inland water drainage. Most of the Indian rivers flow into the Bay of Bengal but some like  Narmada,   Tapti  and  Periyar  flow into the Arabian Sea. Luni, Machhu, Rupen, Saraswati, Banas and Ghagghar  are examples of rivers with inland water drainage, i.e. they do not empty into the ocean but get lost into the sand. Five rivers of erstwhile Punjab are  Sut...

Examphobia

Image
Aap apna sukh chain aur saara aish o aaram bhulane vale hain I know aap sabke exams aane vale hain. Unproductive logo ko bhula diya Masti aur mazaak vale armano ko sula diya. Aane vale hain exams…aapka kya irada hai..? Kya aapke dreams ki keemat aapki neend se zayada hai…? Alarm ki aavaz se irritation zarur hogi.. Lekin vahi alarm ki teekhi aavaz ek din taliyon ki gadgadahat me badal kab jayegi…aapko pata v nahi chalega. Mehnat itni karo ke aapke table ki lamp light ek din stage ki spot light me badal jaye… Aur Dark circles… Aapki aakho ke neeche ka area bhale hi dark ho gaya ho… lekin aapka aane vala future zarur bright hoga… Jo insaan…jo insaan hardwork karta hai vo kabhi fail nahi hota. Agar aap yaad karne ke liye padhte ho to aap bhool jaoge Agar aap kuch naya seekhne ke liye padhte ho to aapko vo yaad rahega.. Sleeves ko fold karo, Apne sapno ko hold karo… Aalas ko hide karo Mobile ko side rakkho aur padhna shuru kar do… Jaa...

Koshish karme walo ki kabhi haar nahi hoti

Image
Hindi เคฒเคนเคฐों เคธे เคกเคฐ เค•เคฐ เคจौเค•ा เคชाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เค•ोเคถिเคถ เค•เคฐเคจे เคตाเคฒों เค•ी เคนाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เคจเคจ्เคนीं เคšींเคŸी เคœเคฌ เคฆाเคจा เคฒेเค•เคฐ เคšเคฒเคคी เคนै เคšเคข़เคคी เคฆीเคตाเคฐों เคชเคฐ, เคธौ เคฌाเคฐ เคซिเคธเคฒเคคी เคนै เคฎเคจ เค•ा เคตिเคถ्เคตाเคธ เคฐเค—ों เคฎें เคธाเคนเคธ เคญเคฐเคคा เคนै เคšเคข़เค•เคฐ เค—िเคฐเคจा, เค—िเคฐเค•เคฐ เคšเคข़เคจा เคจ เค…เค–เคฐเคคा เคนै เค†เค–़िเคฐ เค‰เคธเค•ी เคฎेเคนเคจเคค เคฌेเค•ाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เค•ोเคถिเคถ เค•เคฐเคจे เคตाเคฒों เค•ी เคนाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เคกुเคฌเค•िเคฏां เคธिंเคงु เคฎें เค—ोเคคाเค–ोเคฐ เคฒเค—ाเคคा เคนै เคœा เคœा เค•เคฐ เค–ाเคฒी เคนाเคฅ เคฒौเคŸเค•เคฐ เค†เคคा เคนै เคฎिเคฒเคคे เคจเคนीं เคธเคนเคœ เคนी เคฎोเคคी เค—เคนเคฐे เคชाเคจी เคฎें เคฌเคข़เคคा เคฆुเค—เคจा เค‰เคค्เคธाเคน เค‡เคธी เคนैเคฐाเคจी เคฎें เคฎुเคŸ्เค ी เค‰เคธเค•ी เค–ाเคฒी เคนเคฐ เคฌाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เค•ोเคถिเคถ เค•เคฐเคจे เคตाเคฒों เค•ी เคนाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เค…เคธเคซเคฒเคคा เคเค• เคšुเคจौเคคी เคนै, เคธ्เคตीเค•ाเคฐ เค•เคฐो เค•्เคฏा เค•เคฎी เคฐเคน เค—เคˆ, เคฆेเค–ो เค”เคฐ เคธुเคงाเคฐ เค•เคฐो เคœเคฌ เคคเค• เคจ เคธเคซเคฒ เคนो, เคจींเคฆ เคšैเคจ เค•ो เคค्เคฏाเค—ो เคคुเคฎ เคธंเค˜เคฐ्เคท เค•ा เคฎैเคฆाเคจ เค›ोเคก़ เคฎเคค เคญाเค—ो เคคुเคฎ เค•ुเค› เค•िเคฏे เคฌिเคจा เคนी เคœเคฏ เคœเคฏ เค•ाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी เค•ोเคถिเคถ เค•เคฐเคจे เคตाเคฒों เค•ी เคนाเคฐ เคจเคนीं เคนोเคคी