Tujhe lagta hai ki tu haar gaya ,
Sala apne sapne ko maar gaya,
Kyu nakamyabi ki daal par jhoolna chahta hai,
Kyu aaj apne sapno ko bhulna chahta hai ,
Apni capablities ko pechanta v nhi ,
Agar Bilgates v tere jaise sochta na ,
Toh tu aaj microsoft ko janta bhi nahi ......
Comments